Bin Tere Shehr Ka Shehr Viran Rehta Hai

Bin Tere Shehr Ka Shehr Viran Rehta Hai,
Bichar K Tujh Se Har Rasta Sunsan Rehta Hai,
Wo Tujhe Tujh Se Zaida Pyar Karta Hai,
Jo Tere Samne Aksar Anjan Rehta Hai.

Related Shayari: