Love Shayari, Mere wajood mein wafaa ki roshni

Mere wajood mein wafaa ki roshni utaar de,
Fir itna pyar de ke mujhe chahato se maar de,
Bahut udaas hu isliye main tere paas aa gayi,
Kuch aisi baat ker jo dil ko chain-o-qaraar de,
Suna hai teri ek nazar sanwaarti hain zindagi,
Jo ho sake toh aaj meri zindagi sanwar de !!

Related Shayari: