Woh Pyar Bhari Baatein Teri, Shayari

Woh Pyar Bhari Baatein Teri,
Yaad Kabhi Bhi Na Aaye,

Woh Mahki Mahki Yaadein Teri,
Yaad Kabhi Bhi Na Aaye,

Dil Se Bhula Dena Chahta Hun,
In Yaadon Ko Is Kadar,

Ki Markar Bhi Phir Kabhi,
Yaad Kabhi Bhi Na Aaye.

Woh Pyar Bhari Baatein Teri, Shayari