Teri Bewafayi Nahi Kabool Mujhko, Shayari

Teri Bewafayi Nahi Kabool Mujhko,
Tujhe Ba Wafa Main Kahna Chahta Hun,
Juda Hokar Jeena Na Mumkin Hai,
Tere Sang Main Rahna Chahta Hun.