Husn Waale Toh Hote Hain Sangdil Hamesha, Shayari

Husn Waale Toh Hote Hain Sangdil Hamesha,
Inki Adalat Mein Na Sunwayi Hoti Hai,
Aap Apna Na Banana Kabhi Inko Dosto,
Kyunki Dil Tuta Toh Jag Hansayi Hoti Hai.