Dard Apnate Hain Paraye Kon, Shayari

Dard Apnate Hain Paraye Kon,
Kon Sunta Hai Aur Sunaye Kon,

Kon Dohraye Fir Wohi Baatein,
Dard Abhi Soya Hai Jagaye Kon,

Ab Sukun Hai Toh Bhulne Mein,
Lekin Us Shakhs Ko Bhulaye Kon.

Latest Hindi Shayari